Monday, October 5, 2020
Friday, September 18, 2020
Zindagi ye chahti hai ki khudkushi kar lun
Monday, September 14, 2020
मैं किस क़दर तनहा हूँ,
Sunday, April 26, 2020
वो मेरी कमजोरियों से
कितने वाकिफ़ थे वो मेरी कमजोरियों से,
वो रो देते थे और मैं हार जाता था ….
Kitne waakif the wo meri kamjoriyon se,
Wo ro dete the aur main haar jaata tha ….
खेलने दो उनको,
कि जब तक उनका दिल ना भरे…
जब इश्क़ चार दिनों का था,
तो शौंक कितने दिनों का होगा !!
Khelne do unko,
Ki jab tak unka dil naa bhare…
Jab ishq chaar dino ka tha,
To shaunk kitne dino ka hoga !!
बिख़री-बिख़री सी है हम दोनों की ये ज़िन्दगी,
तुझे सुकून की चाहत है और मुझे तेरी !!
Bikhri-bikhri hai hum dono ki ye zindagi,
Tujhe sukoon ki chaahat hai aur mujhe teri
इतना भी ना तड़पा मुझे ऐ ज़िन्दगी,
.
.
मोहब्बत ही की थी किसी का क़त्ल तो नहीं…
Itna bhi naa tadpa mujhe E zindagi,
.
.
Mohabbat hi ki thi kisi ka katl to nahi….
मोहब्बत लिखनी चाही तो कलम ही टूट गई,
ये बोलकर अगर लिखने से मोहब्बत मिलती,
तो आज अपने प्यार से जुदा होकर कोई बिखरता नहीं !!
Mohabbbat likhni chaahi to kalam hi toot gai,
Ye bolkar agar likhne se mohabbat milti,
To aaj apne pyaar se judaa hokar koi bikhartaa nahi…
डूब जाऊँगा मैं किसी साँझ सूरज की तरह,
और तुम देखती रह जाओगी किनारों को बस यूँही…
Doob jaaunga main kisi saanjh sooraj ki tarah…
Aur tum dekhti reh jaogi kinaaro ko bus yoon hi…
Dard ka ehsaas samajhna hai to pyaar karke to dekho,
Apni nazron mein kisi ko utaar kar to dekho
jab chot lagegi to khud-b-khud behne lagenge tumhari ankhon se aansoon,
yeh ehsaas aajmaana hai to apna dil haar kar to dekho…
दर्द के पल कब मुझपर आसान बने,
जो दर्द बह ना पाए इन आँखों से,
वो सब तूफां बने।
Dard ke pal kab mujhpar aasan bane,
Jo dard beh naa paaye in aankhon se,
Wo sab toofaan bane…
जो रिश्ते दिल में बसते हैं,
बस वो ही लम्बे चला करते हैं,
नज़रों में बसने वाले,
हर दिन बदला करते हैं।
Jo rishte dil mein baste hain,
Bus wo hi lambe chala karte hain,
Nazron mein basne waale,
Har din badla karte hain…
जिन्हे पता है कि अकेलापन क्या तकलीफ़ देता है,
वो लोग अक्सर औरों के लिए मौज़ूद रहते हैं
Jinhe pata hai ki akelaapan kya takleef eta hai,
Wo log aksar auron ke liye maujood rehte hain…
सोचा था दर्द-ए-दिल,
बताऊंगा तुझको अपना,
लेकिन तूने तो ये भी नहीं पूछा,
कि क्यों खामोश हूँ मैं..
Socha tha dard-e-dil,
bataunga tujhko apna…
Lekin tune to ye bhi nahi poochha,
ki kyon khaamosh hoon main
दिल से रोया अपने पर अपने होंठों से मुस्कुरा बैठा,
यूँही मैं किसी गैर से वफ़ा निभा बैठा,
वो मुझे एक लम्हा भी ना दे पाए अपने प्यार का,
और मैं उस बेवफ़ा के लिए अपनी ज़िन्दगी गँवा बैठा |
Dil se roya apne par honthon se muskuraa baitha,
Yoonhi main kisi gair se vafaa nibha baitha,
Wo mujhe ek lamhaa bhi na de paaye apne pyaar ka,
Aur main us bewafaa ke liye apni zindagi ganwaa baitha…