Khuda Salamat Rakhna Unhe – Hindi Nafrat Shayari Image
खुदा सलामत रखना उन्हें,
जो हमसे नफरत करते हैं,
प्यार न सही नफरत ही सही,
कुछ तो है जो वो सिर्फ हमसे करते हैं।
Main Khush Hu ke uski Nafrat ka Akela Waris Hu,
Mohabbat To Unko Bahut se Logon Se Hai.
Meri Zindagi Ko Ek Tamasha Bana Diya Usne,
Bhari Mehfil Main Tanha Bitha Diya Usne,
Aisi kya Thi Nafrat Usko Mere Masoom Dil Se,
Khushiya Chura Kar Gam Thama Diya Usne,
Bahut Naaz Tha Uski Wafa Pe Kabhi Humko,
Mujhko Hi Meri Nazro Main Gira Diya Usne,
Kisi Ko Yaad Karna To Uski Fitrat Main Shamil Nahi,
Hawa Ka Jhonka Samjh Kar Bhula Diya Usne.
Ye Mat Kahna Ki Teri Yaad Se Rishta Nahi Rakha,
Mai Khud Tanha Raha Dil Ko Magar Tanha Nahi Rakha,
Tumhari Chahton Ke Phool To Mehfooz Rakhe Hai,
Tumhari Nafrato Ki Peedh Ko Zinda Nahi Rakha.
“Mujhe apne aap se nafrat si hai..
Har ghadi har pal mayusi si hai..”
“Tanha jeene me kaha maza hai koi mujhse sikhe..
Ab to tanha rehne ki aadat si hai..”
“Mujhe lagta hai mai kahi buri to nahi..
Par fir bhi is pal ko jeene ki chahat si hai..”
“Har kisi ne mujhe ajmaya ek kitab ki tarah..
Ab to meri zindagi hatash si hai..”
“Har pal tanhaai ka saaya mujhe ghera rehta hai..
Par fir bhi is lamhe ko khush hoke jeena…,,,…
Shayad isse mujhe mohobbat si hai…..”
Wo ittefaq se humko mile ki hum ajnabi bhi rahe ar mulakaat bhi ho gyi…..
.
Usne din raat mujhe itna sataya ki nafrat bhi ho gyi aur mohhabat bhi ho gyi…..
.
Usne itni nazakat se mere hontho ko chuma ki roza bhi na tuta aur iftari bhi ho gyi……
.
Mat pucho unke pyar karne ka andazz kaisa hai….
.
.
.
Usne itni shiddat se seene se lagaya ki maut bhi aa gyi aur “JANNAT” bhi mil gyi…!
Khaali sheeshe bhi nishaan rakhte hai
Toote huye dil bhi armaan rakhte hai
Jo khaamoshi se guzar jaaye
Woh dariyaa bhi dil mein toofan rakhte hai..
Good Night!
Nafrat b pyar ki buniyad hoti hai….
Mulaqaat se achi kissi ki yaad hoti hai….
Rishto me faslo ka wajud nahi hota ….
Kyuki Dil ki duniya to khayalo se abaad hoti hai….!!
The post Nafrat Shayari And Images appeared first on LoveSove.com.
0 Comments:
Post a Comment