Raat pehlu main betha kar yaar ko, Jo kuch nahi karte kamaal karte hain.
Zindagi Jab Bhi Apna Pata Deti Hai Isme Kitna Gham Hai Bata
Deti Hai Bhool Kar Bhi Kabhi Apno Ko Na Khona Kyu Ki Yehi Wo Baat Hai
Jo Aksar Rula Deti Hai
उड़ता हुआ गुबार सर-ए-राह देख कर, अंजाम हमने इश्क़ का सोचा तो रो
दिए, बादल फिजा में आप की तस्वीर बन गए, साया कोई ख्याल से गुजरा तो रो
दिए।
Hazaar ghum meri fitrat nahi badal sakte kya karu mujhe aadat
hai muskurane ki
Gham dekar tumne khata ki ae sanam tum ye na samjhna, Tere diye
huye gham bhi hame dawa hi lagti hai.
Khone ka gham vahi jaanta hai jisne apne behad karibi ko khoya ho
Gham itne mile, ki ab dard ka ehsaas nahi hota
Gham me dubbi meri har aahein hai, Manjil ka pta nahi kaato
bhari raahe hai
Dard ae gham dil ki tabiyet ban gaye, Ab yahan aaram hi aaram hai.
The post Gham Shayari appeared first on LoveSove.com.
0 Comments:
Post a Comment