Udaas Karti Hain Mujh Ko Nishaniyan Teri.
वो तेरे खत तेरी तस्वीर और सूखे फूल,
उदास करती हैं मुझ को निशानियाँ तेरी।
Woh Mera Sab Kuchh Hai Par Muqaddar Nahi,
Kaash Wo Mera Kuchh Na Hota Par Muqaddar Hota.
Kaash Wo Mera Kuchh Na Hota Par Muqaddar Hota.
वह मेरा सब कुछ है पर मुक़द्दर नहीं,
काश वो मेरा कुछ न होता पर मुक़द्दर होता।
Dil Ko Bujhane Ka Bahaana Koi Darkaar To Tha,
Dukh To Ye Hai Tere Daaman Ne Hawayen Di Hain.
Dukh To Ye Hai Tere Daaman Ne Hawayen Di Hain.
दिल को बुझाने का बहाना कोई दरकार तो था,
दुःख तो ये है तेरे दामन ने हवायें दी हैं।
Ajab Chirag Hoon Din-Raat Jalta Rahta Hoon,
Thak Gaya Hoon Hawa Se Kaho Bujhaaye Mujhe.
Thak Gaya Hoon Hawa Se Kaho Bujhaaye Mujhe.
अजब चिराग हूँ दिन-रात जलता रहता हूँ,
थक गया हूँ मैं हवा से कहो बुझाए मुझे।
Apni Zindagi Ajeeb Rang Mein Gujri Hai,
Raaj Kiya Dilon Pe Aur Mohabbat Ko Tarse.
Raaj Kiya Dilon Pe Aur Mohabbat Ko Tarse.
अपनी जिंदगी अजीब रंग में गुजरी है,
राज किया दिलों पे और मोहब्बत को तरसे।
Bichhad Kar Fir Milenge Yakeen Kitna Tha,
Beshak Ye Khwab Tha Magar Haseen Kitna Tha.
Beshak Ye Khwab Tha Magar Haseen Kitna Tha.
बिछड़कर फिर मिलेंगे यकीन कितना था,
बेशक ये ख्वाब था मगर हसीन कितना था।
Khud Aag De Ke Apne Nasheman Ko Aap Hi,
Bijli Se Inteqaam Liya Hai Kabhi-Kabhi.
Bijli Se Inteqaam Liya Hai Kabhi-Kabhi.
खुद आग दे के अपने नशेमन को आप ही,
बिजली से इन्तेकाम लिया है कभी-कभी।
Aisa Lagta Hai Ke Woh Bhool Gaya Hai Humko,
Ab Kabhi Khidki Ka Parda Nahi Badla Jata.
Ab Kabhi Khidki Ka Parda Nahi Badla Jata.
ऐसा लगता है कि वो भूल गया है हमको,
अब कभी खिड़की का पर्दा नहीं बदला जाता।
0 Comments:
Post a Comment